Blog me Page Level Ads Kaise Lagaye Kaise Add Kare? How to add Page Level Ads in Blog?

Brijesh Yadav
0
Dosto Hindi Tech News Par Swagat hai Mai hu Brijesh Yadav. Aaj mai Google ke Page Level Ads ko apne blog me kaise lagate hai uske baare me Bataunga....

Also Read~
Jaane 1000 Visitors par Adsense se Kitni Kamai Hoti Hai
Adsense se Jude Aise Sawaal Jiska Jawab Har Blogger Jaanana Chahta hai..

    Ye to sabhi Blogger Jaante honge Ki Adsense Kya hai Aur jo blog se paisa kamane chahte hai unke liye Adsense ke baare me Puri jaankaari hona Bahut Zaruri Hai Adsense ke baare me Puri Jaankaari Aap yaha par Padh sakte hai. Google Adsense ne haal hi me Naye Ad Launch Kiya hai Jise Page Level Ads ke naam se jana jata hai aur blog ke liye bahut hi achcha aur zaruri hai Page level Ads lagana lekin Jis tarike se google bataya hai uss Tarike se add ko lagane par Error Message aata hai..Mujhse Bahut se Logo ne Puchha tha to Aaj mai aap logo ko pure vistaar se batata hu jis se aap bina kisi pareshaani ke Page Level Ads ko Apne Blog me add Karke apni aamdani Badha sakte hai..To chalye step by step dekhte hai....
Also Read-


\

Page Level Ads Kitne Prakaar Ka Hota Hai?

Page Level Ads 2 Prakaar ke Hote Hai....

  • Anchor Ad
  • Vignette Ad
➤ Anchor Ad


Ye Hai Anchor Ad Ise Anchor Ad Kahte Hai....Jo Mobile ke Nichle Hisse me Kuchh Iss Tarah se Dikhai Deta hai jaisa ki maine screenshot me dikhaya hai..

➤ Vignette Ad

Ye Hai Vignette Ad....Ise Vignette Ad Kehte Hai jo website ya blog Kholne par pure screen ke uper dikhai deta jise Close Ad Ya Vigyapan Band Kare ke saath Aata hai...jaisa ki Maine Screenshot me Uper Dikhaya hai....
Also Read~
Adsense ko Optimize kaise kare jisse Income Badhe.
India  Me Google Adsense Payment Kaise Aur Kab Bhejta Hai.

➠Page Level Ads Ko Kaise Add Kare Ya Kaise Lagaye Blog Me?


➤Step:-1
Adsense Account me jaaye My Ads Par click kare..fir Page Level Ads Par click kare..aur screenshot dekhe thik waise hi dono Ads ke saamne jo button hai use Enable kar dijiye...jaisa ki screenshot maine enable kiya hai enable karne par Blue Colour me Chalu ho Jayega...

➤ Step:-2
Ab thik uske neeche " Get Code" par click kare..
➤Step:-3
Ab aapke Saamne Aapka Code Aa Jayega aap use select kar lijiye..

Also Read-
Google Adsense Aur Affiliate Marketing Me Kisse Jyada Paisa Kama Sakte Hai.

➤Step4
Ab apne Blog Ke Blogger Dashboard me aa Jaye Aur Theme ( Pehle Iska Naam Template Tha jise Google ne Ab Change Karke Theme Rakh Diya Hai) Par Click Kare....

➤Step:-5
Uper Screenshot me dekhe Jaisa Ki maine dikhaya hai 1,2,3,thik waise hi aap 2 number Backup and Restore par click karke pehle apne Template theme ko Download kar lijiye jisse agar aapse koi galti ho jaye to baad me aap wapas se apne usi them ya template ko laga sake appne blog me...iske baad aap edit HTML par click kare..

Google Adsense Se Paisa Kamane Me Asafal Hone 5 Kaaran.
➤Step:-6
Ab apne Template editor me " Ctrl + F " Dabayenge to Search Box Open Hoyega Usme </head>Search Kare..jaisa ki maine screenshot me dikhaya hai yellow colour me highlight kiya hu </head> ke thik uper Adsense code ko paste karna hai...Lekin  Code Paste Karne se Pehle Ek zaruri kaaam karna hai nhi to Error Message Aayega...

Note:-  Dhayn dijiye Aap Adsense Code ko Direct Past Karne Par Error Message Aayega niche Screenshot Dekhe!
Iss Tarah ka Message Aapko Aayega Save karte samay....Ab neeche dekhe ise kaise thik karke aap apne blog me Page Level Ads Laga sakte hai....

➤Step:-7
Apne Adsense Code ko Notepade Me Copy Kar Lijiye uper screenshot me dekhe Jo Maine Red Colour se Highlight Kiya hu Use Delete Karna Hai jo Shuruwaat me hi Hota Hai..
"async src =" Iss "src" ko Delete Kar dijiye aur Fir Adsense Code Ko Copy Kar lijiye...jaisa ki maine screenshot me dono Tarah ke Code ko Dikhaya hu....
➤Step:-8
Uper Screenshot me dekhe Red Colour me maine Highlight kiya hai thik </head> ke Uper Ab aapko Apne Adsense Code ko Paste Karna Hai...

➤Step:-9
Aap uper Screenshot me dekhe jaisa ki maine Adsense Code ko Paste Kiya hai thik isi tarah aap apne Adsense Code Paste Karke "Save Theme" Par Click Kare...Bas Ho Gaya Aapke Blog me Page Level Ads Add Ho Gaya...

Also Read~
Blogging Ke Kya Hai Fayede.
Google Search Console Me Blog Ka Sitemap Kaise Add Kare.
Online Business Start Kaise Kare Jaane Puri Jaankaari.


Agar aapke Man Me hai Koi Sawaal Jo aap Puchhna Chahte hai To Comment Kare Ya Contact us Ya Ask Question Page Par Puchh Sakte Hai... Dhanywaad..
Tags

Post a Comment

0Comments

Post a Comment (0)
CLOSE ADS
CLOSE ADS